Dilko Tumse Pyar Hua - Roop Kumar Rathod

Dilko Tumse Pyar Hua - Roop Kumar Rathod

Год
2001
Язык
`estniska`
Длительность
331460

Nedan finns texten till låten Dilko Tumse Pyar Hua , artist - Roop Kumar Rathod med översättning

Låttexten " Dilko Tumse Pyar Hua "

Originaltext med översättning

Dilko Tumse Pyar Hua

Roop Kumar Rathod

Mm hm hm, mm hm hm hm hm

Mm hm hm hm hm, mm mm mm mm mm mm mm

Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua

(Chhaayi hai betaabi

Meri jaan, kaho main kya karoon) — 2

Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Oh, kho gaya main khayaalon mein

Ab neend bhi nahin aankhon mein

Karvatein bas badalta hoon

Ab jaagta hoon main raaton mein

Ab doori na sehni, har lamha kehta hai

Na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai

Main deewana tera ban gaya jaane jaana

Main fasaana tera ban gaya jaane jaana

Haseena gori gori, churaaya chori chori

Churaaya dil chori chori chori chori chori

Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Aarzoo hai mere sapnon ki

Baitha rahoon teri baahon mein

Sirf tu mujhe chaahe ab

Itna asar ho meri aahon mein

Tu keh de haske to tod doon main rasmon ko

Marke bhi na bhooloon main teri kasmon ko

Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye

Tera tan mann sab hai mere liye

Hai kya haseen nazaara, sama hai pyaara pyaara

Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara

Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua

Tumse pyaar hua

(Chhaayi hai betaabi

Meri jaan, kaho main kya karoon) — 2

Kya karoon, kya karoon, kya karoon

2+ miljoner sångtexter

Låtar på olika språk

Översättningar

Högkvalitativa översättningar till alla språk

Snabbsökning

Hitta texterna du behöver på några sekunder