Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya - Mohammed Rafi

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya - Mohammed Rafi

Альбом
Hum Dono
Год
2014
Язык
`Cebuano`
Длительность
227520

Nedan finns texten till låten Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya , artist - Mohammed Rafi med översättning

Låttexten " Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya "

Originaltext med översättning

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya

Mohammed Rafi

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha

Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya

Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan

Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya

Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

2+ miljoner sångtexter

Låtar på olika språk

Översättningar

Högkvalitativa översättningar till alla språk

Snabbsökning

Hitta texterna du behöver på några sekunder