Tera Gham Mera Gham - Kavita Krishnamurthy, Hariharan

Tera Gham Mera Gham - Kavita Krishnamurthy, Hariharan

Год
1997
Длительность
305420

Nedan finns texten till låten Tera Gham Mera Gham , artist - Kavita Krishnamurthy, Hariharan med översättning

Låttexten " Tera Gham Mera Gham "

Originaltext med översättning

Tera Gham Mera Gham

Kavita Krishnamurthy, Hariharan

era gham mera gham ek jaisa sanam — 2

hum dono ki ek kahani

aaja lag ja gale dil jaani

tera gham mera gham ek jaisa sanam

hum dono ki ek kahani

aaja lag ja gale dil jaani

main achhi buri jaisi bhi hu

tu achha bura jaisa bhi hain

main teri hu kaisi bhi hu

tu mera hain kaisa bhi hain — 2

tera gham mera gham ek jaisa sanam — 2

hum dono ki ek kahani

aaja lag ja gale dil jaani

tera gham mera gham ek jaisa sanam

toote hue dil ki kashti ko

toofan mein kinara mil jaaye

tu thaam le mera haath agar

dono ko sahara mil jaaye

tera gham mera gham ek jaisa sanam — 2

hum dono ki ek kahani

aaja lag ja gale dil jaani

tera gham mera gham ek jaisa sanam

2+ miljoner sångtexter

Låtar på olika språk

Översättningar

Högkvalitativa översättningar till alla språk

Snabbsökning

Hitta texterna du behöver på några sekunder