Nedan finns texten till låten Deewana Bana Ke , artist - Adnan Sami med översättning
Originaltext med översättning
Adnan Sami
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Bewafa kya hai wafaa
Hmm,
Bewafa kya hai wafaa
Ye bhi samajh na paaye
Deewana bana ke Hamein woh sataye
Deewana bana ke Hamein woh sataye
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Tum meri dil ki dhadkan
Tum hi meri pehchaan thi
Tum meri rooh thi
Aur tum hi meri jaan thi
Tum meri dil ki dhadkan
Tum hi meri pehchaan thi
Tum meri rooh thi
Aur tum hi meri jaan thi
Bewafa kya hai wafaa
O bewafa kya hai wafaa
Ye bhi samajh na paaye
Deewana bana ke Hamein woh sataye
Deewana bana ke Hamein woh sataye
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Kya hai hayaa kya hai wafaa
Chahat ka chalan hi chhod diya
Tumne meri umeedon ke taaj mahal tod diya
Kya hai hayaa kya hai wafaa
Chahat ka chalan hi chhod diya
Tumne meri umeedon ke taaj mahal tod diya
Bewafa kya hai wafaa
O bewafa kya hai wafaa
Ye bhi samajh na paaye
Deewana bana ke Hamein woh sataye
Deewana bana ke Hamein woh sataye
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme Mohabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Låtar på olika språk
Högkvalitativa översättningar till alla språk
Hitta texterna du behöver på några sekunder